Monday, 10 June 2019

kuch pane ke liye kuch khona padta hai

kuch pane ke liye kuch khona padta hai,

ab sawal ye hai ke mere pass esa kya hai jo mai kho sakta hu, bas meri sanse hai, unhe khokar bhi kuch paya to kya paya, kiske liye paya,


umar gujar gai khone pane ke chakkar me or ab samjh aaya ke jo bhi paya hai vo sab bhi khokar hi jana hai,

No comments:

Post a Comment