Thursday, 15 August 2019
Wednesday, 26 June 2019
Anchahi Kosish
Apne matlab ke liye kiye gaye jhute vaado ko pura karne ki anchahi kosish ko hi aaj ke dor me pyar mana jata hai.
Monday, 24 June 2019
Pyar ek dimagi bimari hai
Mene ek din thoda sa dimag lagakar socha to paya ke Pyar to bas ek dimagi bimari h.
Pyar ko insaan ki kamjori bhi kha ja sakta h.
Monday, 17 June 2019
kaanun
Dharam ke samne kanun bhut kamjor h. Fir bhi kanun ke khilaf koi jayega to use bakhsa nhi jayega.
Friday, 14 June 2019
Machine ka dor
Machino ke is dor me ek din vo bhi aayega jab insaan apas me baat karenge ke meri machine ki to government job lag gai hai.
Monday, 10 June 2019
Bewafa na kah sake
Vo chati hai ke mai use chod kar chala jau,
taki us bewafa ko koi bewafa na kah sake.
Acche lagte hai vo insaan
Acche lagte hai ab vo insaan bhi jo mera bura chate hai.
sukun milta hai is dil ko ke koi to humara chahane wala hai,
bhale bura hi q na ho.
kuch pane ke liye kuch khona padta hai
kuch pane ke liye kuch khona padta hai,
ab sawal ye hai ke mere pass esa kya hai jo mai kho sakta hu, bas meri sanse hai, unhe khokar bhi kuch paya to kya paya, kiske liye paya,
umar gujar gai khone pane ke chakkar me or ab samjh aaya ke jo bhi paya hai vo sab bhi khokar hi jana hai,

Subscribe to:
Posts (Atom)